Jee Na Lage Bin Tere Yaara / Subah ka chadhna, shaam ka dhalna bin tere din, din na lage chaand ka chalna, taaron ka jalna bin tere jhilmil na kare tujh se hi to har savera kya jaane kaise, hum tumse pehle jeete rahe yeh zindagi na koi chahat, na dil ko rahat na khud ke hone ka yakeen tere aane se dil dhadakne laga mohabbat.